Assalamualykum Ramzan and Jumma Mubarak:
Very Very Important Point in Islam for Muslims and All #Humanity, we should Understand it anyway... Huquq Ul Ibaad ki Ahmiyath...
Allah ke ham par Do Tarha ke #Huquq ham par lazmi hai
1)Huquq Allah and 2)Huquq Ul Ibaad:
1) Huquq Allah : Ye Huquq (Rights) Allah Ke Bande Par Farz hai Kuch Farz hai Jin Ka Poora Karna Lazmi hai... (Kalma, Namaz, Roza, Haj, Zakat and other Arkaan)...
2) Huquq Ul Ibaad: Ye #Bande_ki_Bande par Huquq hai. In ka to Poora karna Lazmi aur Bohat #zaruri hai... Allah ne Apne Huquq na karne par Fir bi mafi di hai magar , Allah Huquq ul ibaad ki (Auro ko #Takleef De kar Maafi na #Mangi jaye to) Allah kabhi maaf nahi Karega... (Also Follow in Quran Surah Al-Nisa: 48 and Mishqaat 98 Hadees for more #details)
Types of Huquq Rights on Especially Muslim Humans:
a) Waledain (Father Mother) ke Huquq:
>Waledain Ko Chahiye ki Apni Aulaad ko Takleef Na De,Same rule apply on Daughters and Sons......
b) Aulaad (Sons and Daughter) ke Huquq:
> Aulad ko Chahiye ki Apne Walidain ko Takleef Na De...
c) Biwiyo (Wifes) ke Huquq:
> Biwiyo ko Chahiye ki Apne Shohro ko Takleef Na De, Same rule apply on Husbands...
d) Gulamo ke Huquq:
> Gulamo ko Chahiye ki Apne Malik ko Takleef Na De, Same rule apply on Malik...
e) Padosiyo (Neighbor) ke Huquq:
> Padosiyo ko Chahiye ki Apne Padosiyo ko Takleef Na De, Same rule apply on Both Neighbors...
f) Dosto aur Azizo ke Huquq:
> Dosto Aur Azizo ko Chahiye ki Apne Azizo aur Dosto ko Takleef Na De, Same rule apply on Friends, Near and Dears...
g) Aam Musalmano aur Logo ke Huquq:
> Aam Musalmano ko Chahiye ki Musalmano aur Dusre Logo ko Takleef Na De, Same rule apply on Muslims and Non Muslims...
Sab ko #Balance karke chale, Agar Ham ne in me se ya #Inhone Ham ko Takleef Di aur Maafi nahi mangi aur Maaf nahi kara to Allah tala bi Inko aur hamko Kabhi Maaf nahi Karega...(Koi Galti howi hai to sache dil se maafi)... Jis se Sirf Naittefaqi, Nafratain (Negativity) Failti hai aur Sab Pareshan Rehte hai...
God Gifted Every Human #Brain and #Heart To #Think and #Understood The Situation...So, Don't #Hurt anyone #Mentally or #Physically, Be Positive with Son, Daughter, Sister, Brother, Wife, Neighbor, Muslims, Non Muslims, Friends , Near and Dears.... Weather Your Elder, Older, Boss, Senior, Father or Mother and Avoid #Negativity... Spread #Positivity If you want #Happy Life... (Detail Post on this Topic Later)...
Ramzan Day #1
Post #1

No comments:
Post a Comment